Saturday, October 11, 2008

in sitaaron ki timtim ke beech dikhti hai
ek gumshuda chand ki jhalak kuch aise

andheri raat ke unmaad mein tadapti ho koi
madhushaala ek paimaane ki khanak ko jaise

aaj likhne ka mann to bahut hai, magar kambakht waqt bahut kam hai...

No comments: